Yaar mila tha saiyaan ek din
Yaar mila tha saiyaan
Aankhon mein sapne dil mein leke
Pyaar mila tha saiyyaan
Kya main karti saiyyan baiyyan
Kya main karti saiyyaan
Teri yaad mein kitni sadiyaan
Aah bharti saiyyan
Aarre kuch toh sharm kar leti
Aab kya kahengi duniya
Kyun uske sang ho li
Us peepal ki chaaiyaan
Socha nikal loon par pallu woh khencha zor se
Bola sandesa hai laaya woh teri aur se
Haaye dil ghayal zakhmi jiya
Kaise jeeye ab tera piya
Maar diya dulhaniya tu ne
Maar diya dulhaniya
Jeete jee apne saiyaan ko
Maar diya dulhaniya
Yaar mila tha saiyaan ek din
Yaar mila tha saiyaan
Hai kusoor kya mera
Batana yu sata main
Teri raah takti thi
Raah takti thi to khafa
Ho gayi thi tu ya bewafa
Ke panghat pe
Ghoonghat ke bina
Jaa baithi kaise tu woh bhi mere bina
Usi panghat pe
Jahan jhat se
Pehli baar thaami thi maine
Teri kalayi
Harjayi
Jahan dhoop se hum bache the
Jahan Nache the
Apne kadam
Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi
Haathon mein na jaane
Kis khotte ke
Kis potte ke
Mere hote se par sote se
Ooooo
Par tu ne hi to usse bheja na?
Ooooo
Ke mera pyaar piya ko dejana
Ohhoo hhohoo
Yaar bulaya saiyaan
Maine yaar bulaya saiyaan
Bhooli saari duniya
Jab ek baar bulaya saiyaan
Toh a gale dulhaniya
Lag jaa a gale dulhaniya
Dhekh ke aapni yaari duniya
Laakh jale dulhaniya
Yaar bulaya saiyaan
Lag jaa a gale dulhaniya
Bhooli saari duniya
Duniya laakh jale dulhaniya
Arre teri waffa ke kisse
Ab ga rahi hai duniya
Har maa kahe bete se
La aise dulhaniya
Haay dil ghayal zakhami jiya
Jeeye bas jeeye ab mera piya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment